[schema type=”musicrecording” inalbum=”F.A.L.T.U” byartist=”Arshad Warsi, Riteish Deshmukh, Jackky Bhagnani, Puja Gupta” author=”Sameer” creator=”Lehmber Hussainpuri” inlanguage=”Hindi” headline=”Jab Main Chota Bacha Tha (Bhoot Aaya)” ]
Jab main chhota bacha tha main badi shararat karta tha
ab jo main bada ho gaya hun badi shararat karta hu
jab main chhota bacha tha har chij ke paise deta tha
ab jo main bada ho gaya har chij ke paise leta hu
jab main chhota bacha tha main twinkal twinkal karta tha
ab jo main bada ho gaya bas twinkal twinkal karta hu
jab main chhota bacha tha main superman pe marta tha
ab jo main bada ho gaya main supergirl pe marta hu
dekh ke shaitaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai, bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
jab main chhota bacha tha main cartunbazi karta tha
ab jo main bada ho gaya bas burdbazing karta hu
jab main chhota bacha tha main har galti karne se darta tha
ab jo main bada ho gaya bas galti karna chahta hu
dekh ke shaitaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bade bujarga sabhi shayane kah gaye hai sab
kal kare so aaj kar aur aaj kare so ab
ab jaake hume samjh me aaya in sabka matlab
is umar me ye sab nahi kiya toh phir karenge kab
ki main jhuth boliya hui na, ki main kafar toliyta hui na
ki main jhuth boliya hui na, ki main kafar toliyta hui na
ki main jhuth boliya hui na, ki main kafar toliyta hui na
dekh ke shaitaniya dati hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba, hayo mere rabba
Also CheckOut: Jab Main Chota Bacha Tha (Bhoot Aaya) Lyrics in Hindi
Leave a Reply