Zinda - Har Saans

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by aeg0, Feb 4, 2006.

  1. aeg0

    aeg0 Guitarıng Alchemist

    Music & Lyrics - Anwar Maqsood (Bilal Maqsood's dad)

    Har saans sulajh rahi thi, uljhaane ko tum aagaye
    Jo aag bujh rahi thi, bhadkaane ko tum aagaye

    Har kadam Har hala, Hai kathin raasta
    Jeena ka housla, Dard ka silsila

    Saans aazaar hai, jeena dushwaar hai
    Ahle din ke liye, maut tayyaar hai

    Main phir bhi jee raha hoon, aazmane tum aagaye
    Main kab ka kho chuka hoon, bataane tum aagaye

    Koi kehta yahan zindagi saj gayi
    Koi kehta wahan zindagi mit gayi
    Ek tamanna yahan ek tamanna wahan
    Ek bharosa yahan aur nafrat wahan

    Har zakhm khil raha tha, dil jalaane tum aagaye
    Raste pe mein chal pada tha, behkaane tum aagaye

    Har saans sulajh rahi thi, uljhaane ko tum aagaye
    Jo aag bujh rahi thi, bhadkaane ko tum aagaye



    I didnt find lyrics for this song anywhere on the net, so I decided to write them myself.
     
  2. Varshita

    Varshita New Member

    I think all the songs of Zinda have some really meaningful lyrics :)
    Good work !!
     
  3. amit82cse

    amit82cse Silent observeR

    is there any fast song in zinda?
     
  4. knights_diwani

    knights_diwani New Member

    well dey got 2 versions 4 nrly all the songs so if u get hold of the clubmix they kinda faster then the original!
     
  5. karan_guj

    karan_guj New Member

    Revisited lyrics of har saans

    some corrections


    Har saans sulajh rahi thi, uljhaane ko tum aagaye
    Jo aag bujh rahi thi, bhadkaane ko tum aagaye

    Har kadam Har hala, Hai kathin raasta (Par Khala) meaning gap or spaces
    Jeena ka housla, Dard ka silsila

    Saans aazaar hai, jeena dushwaar hai. Auzaar meaning weapons
    Ahle din ke liye, maut tayyaar hai (ahle dil ke liye maut se pyar hai)

    Main phir bhi jee raha hoon, aazmane tum aagaye
    Main kab ka kho chuka hoon, bataane tum aagaye

    Koi kehta yahan zindagi saj gayi
    Koi kehta wahan zindagi mit gayi
    Ek tamanna yahan ek tamanna wahan
    Ek bharosa yahan aur nafrat wahan

    Har zakhm khil raha tha, dil jalaane tum aagaye
    Raste pe mein chal pada tha, behkaane tum aagaye

    Har saans sulajh rahi thi, uljhaane ko tum aagaye
    Jo aag bujh rahi thi, bhadkaane ko tum aagaye
     

Share This Page