Woh kareeb hi na aaye to izhaar kya karte, Khud bane nishana to shikaar kya karte, Mar gaye par khuli rakhi aankhein, Is se zyada kisi ka intezar kya karte.
jo kareeb na aaye uss se pyaar kyaa karna phi aise namakolon se izhaar kyaa karna Zamana fasttrack hai zavani us se bhi kam hai to jis pe time na uss ka, intazaar kyyaa karna... gud lines Manu's keep posting