Tricky Problem : Part 2

Discussion in 'The ChitChat Lounge' started by makdee, Jun 27, 2007.

  1. makdee

    makdee New Member

    Thanks everyone for your response .

    Here is part two of that series -

    Ek din Soorma Bhopali apne ghar se kuch sone ke sikke ( Gold Coin's ) lekar
    chale aur unke paas jitne sikke utne hi (i.e : if he has 1 he buy 1 more ,
    if he has 2 he buy 2 more and so on ) sikke bazaar se aur khareed liye .

    Thodi door jaane par Jai ne Soorma Bhopali ko bewaqoof bana kar kuch sikke
    le liye .

    Ab Soorma Bhopali ke paas jitne sikke bacche the, unhone utne hi sikke aur
    khareed liye.

    Thodi door jaane par Veeru mila aur usne bhi Soorma Bhopali ke kuch
    sikke le liye .

    Ab phir se Soorma Bhopali ne unke paas jitne sikke bachhe the, unhone
    utne hi sikke aur khareed liye .

    Finally jab Soorma Bhopali Ramghar se aage nikla to usse Gabbar Singh
    mil gaya aur usne Soorma Bhopali ke saare sikke loot liye .

    Jai , Veeru aur Gabbar teenon ne hi Soorma Bhopali se barabar number
    mein coin's liye ( all of them get same number's of coin's ).

    Now you have to tell -
    1- Soorma Bhopali apne ghar se kitne coin's lekar chale the .
    2- Jai , Veeru aur Gabbar teenon ko kitne coin's mile .
     
  2. VisOrchestraGrp

    VisOrchestraGrp New Member

    So the 2nd part is here -

    1- The correct answer is Soorma Bhopali ghar se 14 coin's lekar chale the.
    2- Jai, Veeru aur Gabbar all get 16 coin's each .

    And Makdee there are many answer's possible of your this question .

    Thanks
     
  3. Grahan

    Grahan New Member

    The correct sequence according to your question is -

    Mr. bhopali ghar se lekar chalehte = 7000 coins (according to me)
    Bazaar se unhone khreede (same no. of coins he has) = 7000 coins
    To ab unke paas ho gaye =7000 + 7000 = 14000 coins

    Jai ne le liye = 8000 coins (according to me )
    To ab Mr. bhopali ke paas bache = 14000 - 8000 = 6000 coins

    Bazaar se unhone khareede ( same no. of coins he remains ) = 6000 coins
    To ab unke paas ho gaye = 6000 + 6000 =12000 coins

    Veeru ne le liye = 8000 coins
    To ab unke paas bachhe = 12000 - 8000 = 4000 coins

    Bazaar se unhone phir se khareede ( same no. of coins he remain's )= 4000
    To ab unke paas ho gaye = 4000 + 4000 = 8000 coins

    Aur ye 8000 coins Gabbar singh ne loot liye .
     
  4. Grahan

    Grahan New Member

    Hey makdee were is 3rd part of your tricky problem ?

    I'm eagerly waiting for it .

    You posted part 2 on 27th June while it is 5 of Aug. now.

    You are taking too many time .
     
  5. elfascinating

    elfascinating risqué

    Eh? What's with the thousand figure you nincompoop?

    You could've just used 7 coins, 14 coins etc.
     
  6. The correct sequence according to your question is -

    Mr. bhopali ghar se lekar chalehte = 7 coins (according to me)
    Bazaar se unhone khreede (same no. of coins he has) = 7 coins
    To ab unke paas ho gaye =7 + 7 = 14 coins

    Jai ne le liye = 8 coins (according to me )
    To ab Mr. bhopali ke paas bache = 14 - 8 = 6 coins

    Bazaar se unhone khareede ( same no. of coins he remains ) = 6 coins
    To ab unke paas ho gaye = 6 + 6 =12 coins

    Veeru ne le liye = 8 coins
    To ab unke paas bachhe = 12 - 8 = 4 coins

    Bazaar se unhone phir se khareede ( same no. of coins he remain's )= 4
    To ab unke paas ho gaye = 4 + 4 = 8 coins

    Aur ye 8 coins Gabbar singh ne loot liye .


    @grahan: if bhopali had 7000 gold coins he'd be richer than bill gates O_O
     
  7. i'm_not_neo

    i'm_not_neo el valor máximo absoluto


    Congrats!! You just pleased elfascinating :)
     

Share This Page