Sathiya...ye tune kya kaha

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by kajari, Oct 30, 2005.

  1. kajari

    kajari New Member

    Sathiya ye tune kya kiya… beliya ye tune kya kiya..
    Maine kiya tera intezar ….itna karo na muje pyar…(2)

    Sathiya ye tune kya kaha… beliya ye tune kya kaha…..
    U na kabhi karma intezar….maine kiya hai tumse pyar….(2)

    Itni mohababt saha na sakunga..
    Sach mani zinda raha na sakunga..
    Tujko samloo ye mera zimma
    Main hu to kya hai jane tamanna…
    Ab jeena marana mera janam tere hath hai..
    Maine kaha na sanam …..ab tu mere sath hai..

    To phir samhal..le me chala ..
    Jana kaha ..aa dil me aa…

    Dil ke chaman ka hasna to dekha…
    Jagi nazar ka sapna to dekha..
    Ese bane hum ek jaan ek dil tu hai ke main hu
    Kahena ho mushkil..
    Chota basanti hai tu ..tan hai gulabi mera..
    Do rang milen ke baad hote nahi hai juda..

    To phir samhal..le me chala ..
    Jana kaha ..aa dil me aa…

    La..lla..la…sathiya ye tune kya kiya… beliya ye tune kya kaha…
     

Share This Page