sagar ki lehron se pawan takraaee baarish ki boondein baras ke aaee eik andheri tufaani raat mein durrrrr eik kasti dubati nazar aayee dhuwan(smoke) hi dhuwan charo taraf hain chaya koi roshani ka nazarana nahin aaya akela-pan na hi jeene de aur na hi koi marne ka rasta nazar aaya