okay guyz, i picked this one up online...really liked it so thought i paste it here.. Yaaron yeh duniya hain bedardon ki yahaan har raaz chupana padata hain dil mein hain laakhon zakm phir bhi mahfil mein muskuraana padata hain Eik tanha raat mein aapki yaad aayi tanhayee mitane ke liye ciggrette jalaayi na jaane kya qayamat ho gayi ki duaein(smoke) ne bhi aapki tasveer banaayee (this stanza is my fav) wafa ki thi jinse umeed-e-wafa unhone kiya kaanton se koi shikayat kya kare jab phoolon ne hi zakm diya Hum na tumhe bekraar kiya karte hain kasoor itna hain ki tumse pyar kiya karte hain ab yeh marzi hain tumhari ki tum aaoo ya na aaoo hum to sirf intezaar kiya karte hain Raat hui jab shaam ke baad teri yaad aayi har baat ke baad hamne khamosh ho kar bhi dekha teri aawaaz aayi har saans ke baad (not My Work)....
"kaanton se koi shikayat kya kare jab phoolon ne hi zakm diya" - My Fav part! Thats really really good... Any idea whose it is?
mannn dat was amazing... i really luv such stuffs... if u come across such amazing stuffs plz post them.. thnx for this anyways... too good dil mein hain laakhon zakm phir bhi mahfil mein muskuraana padata hain Raat hui jab shaam ke baad teri yaad aayi har baat ke baad hamne khamosh ho kar bhi dekha teri aawaaz aayi har saans ke baad i luved this part of the song... my fav... awesome song anyways