nakhredar banno - 3 aayi piya nakhredar banno aayi piya mehke saari ratiya yu hi piya - 2 yeh pyaari si dulhan - 2 kaisi piya yeh pyaari si dulhan kaisi piya yeh pyaari si dulhan waisi piya jaisi bijuri chamak gayi, ha ha piya is banni ka ghoonghat - 2 kaisa piya is banni ka ghoonghat kaisa piya is banni ka ghoonghat waisa piya jaise chanda pe badra, ha ha piya is dulhan ki ankhiyan - 2 ankhiya is dulhan ki ankhiyan kaisi piya - 2 jaise jungle ki hirni, o re piya - 2 is banno ki batiya - 2 kaisi piya is banno ki batiya waisi piya jaise chudi khanak gayi ha ha piya - 2 nakhredar banno aayi piya - 2 mehke saari ratiya yu hi piya - 2 nakhredar banno aayi piya nakhredar banno aayi piya - 2 mehke saari ratiya yu hi piya - 2 yeh pyaari si dulhan kaisi piya - 2 jaisi bijuri chamak gayi ha ha piya - 2 nakhredar banno aayi piya - 5........