abhimanjrekar
----> Zhol-Man<----
hey all, read it in tune of WO LAMHE by JAL....ul enjoy...
WO COLLEGE DAYZ KE LAMHE...
:
wo lamhe,wo baatein, koi na jaane
thi kaise raatein,
ho barsaatein,
wo college ki yaadein, wo college ki yaadein.....
na main jaanu,na tu jaane,
kaunsa lecture shuru hain,
koi na jaane,
aaju baaju hain tanhain,
pata nahin kab miss aayi,
:
discman main busy hum,
detention ka diya gum....ooooo.....
wo lamhe,wo baatein koi na jaane
thi kaise raatein,
ho barsaatein,
wo college kki yaadein, wo college ki yaadein.....
lecture jab, bunk karke hum,
canteen main baithe ho yaar,
first year ki ,zhaakas ladkiyan, :rock:
hamesha dikhti hain baar baar,
mere class main to sab faltu,
rest all to hain rapchik fullto,
dekhte rahe hum,
dekhne main kho gaye hum......oooooooo........
wo lamhe,wo baatein koi na jaane
thi kaise raatein,
ho barsaatein,
wo college kki yaadein, wo college ki yaadein.....
term end jab, bhi aata hain,
tab gas par jaate hain, :help:
attendance ne lagaadi hain,
sir ka pair pakad lete hain,
ab to saala kt ka tension,
padha hi nahi saala dont mention,
jaago ab raatbhar,
dimag ghisao jee bhar....ooooooooo......
wo lamhe,wo baatein koi na jaane
thi kaise raatein,
ho barsaatein,
wo college kki yaadein, wo college ki yaadein.....
result ka din, jab aata hain,
haalat tight hota hain,
board ki taraf sala jaane ko,
har koi darta hain,
beech main ek chill-ata hain,
kt bt nahi baitha hain,
paas ho gaye hum,
to ab kaheka gum....ooooo...
wo lamhe,wo baatein koi na jaane
thi kaise raatein,
ho barsaatein,
wo college kki yaadein, wo college ki yaadein.....
{{ hope u liked it.............. :beer: }}