Maya

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by G. Srinivas, Feb 19, 2006.

  1. G. Srinivas

    G. Srinivas New Member

    Maya, tum kaun ho! zindagi ya maut
    Pal bar me haat lagthe ho, phir pisal jathe ho
    tum koi chiz ho ya phir kuch nahin
    Muskan bankar lab se chalakthe ho, kabhi nigaho se ansoon bankar nikalthe ho
    tum dilbar ki kushi ho ya bewafa ki gham ho, ya phir kuch bhi nahin
    Sant ki tapsya se bhari santhi ho, ya kisi aawara ki chanchal man ho
    ya phir kuch bhi nahin
    Akhir kaun ho tum!
    Pransn se bhari zindagi ho, ya sach ko pardha karnevali maut ho
    ya phir kuch bhi nahin
    Kair, jo bhi ho tum meri kavitha ho.
     
  2. amit82cse

    amit82cse Silent observeR

    @sri..superb! you have portraited your kavita very well.
     
  3. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    the flow of thoughts is good ..rather very good ...but
    if u culd explain this poem in somelines to thodi madat mile gi...i belive ........
    waht do u want to say in totality..whats the message??
     

Share This Page