Jashn Hai Jeet Ka

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by mansu, Oct 8, 2009.

  1. mansu

    mansu New Member

    Sun le khuda gaur se jara, aasama mera abb aasama mera
    Nind todake khaab udd gaye, aasama mera abb aasama mera
    Aasama mera abb aasama mera - (2)
    Baadal binch ke hont kar kiye
    Aasama mera abb aasama mera - (2)
    Ho main toh akele chal diya, haathon mein leke patwaar
    Maajhi pe mujhako nahi, haan thod sa bhi aitbaar
    Jashn hai jeet ka jeet ka jeet ka - (4)

    Nind todake khaab udd gaye, aasama mera abb aasama mera
    Baadal binch ke hont kar kiye
    Aasama mera abb aasama mera - (2)
    Ho main toh akele chal diya, haathon mein leke patwaar
    Maajhi pe mujhako nahi, haan thod sa bhi aitbaar
    Jashn hai jeet ka jeet ka jeet ka - (4)

    Chhaale kahin talawon mein chubhein bhaale kahin
    Jalati huyi kahin thi jamin
    Taale kayi dard ya phir sambhaale kayi
    Faasalon mein nahi thi kami
    Hum abhi ad gaye, aandhiyon se lad gaye
    Maine dhakelake andhere, chhin ke le li roshani
    Mere hi hisse ke sabere mere hisse ki jindagi
    Jashn hai jeet ka jeet ka jeet ka - (2)
     

Share This Page