for learning

Discussion in 'Pakistani Guitar Tabs - Submit or Request' started by rashal, Aug 15, 2008.

  1. rashal

    rashal New Member

    hi friends
    friends main yahan new hun muj ko english kam aati ha darasal mara pas do instrument han or main wo sikhna cahta hun par main kisi institute or kisi teacher ki fess aada nahi kar sakta hun main cahta hun koi ager karachi main rahana wala meri mada kar sakta ha tou plz friends meri madad karo or aik or problem ha main kafi mahinon sa kisi band main gana cahta hun muj ko koi apna band main jaga de sakta ha plzzzzzzzzzzzz friends
    muj ko singer bana ka boht shok ha main yakeen karta hun k koi na koi meri madad kara ga main app logon ka reply ka intizar karon ga
    ALLAH HAFIZ
    i will b very tainkfull to all my friends
     

Share This Page