Ek do teen - Tezaab

Discussion in 'Hindi Guitar Tabs - Submit or Request' started by slash, Aug 16, 2003.

  1. slash

    slash New Member

    [Chorus] Mohini! Mohini! Mohini! Mohini! ## ho ho ho
    Namaskaar! Namaskaar! Kahiye, kya sunenge aap?
    [Chorus] Are pahale ye kahiye, kahaan thin aap?
    Ab
    Main ... Main kar rahi thi kisii ka intazaar
    [Chorus] Kaun hai woh?

    Cm
    Jise karatii huun pyaar
    [Chorus] Haiii ...

    Bbm
    Aur, jisase karatii huun minnaten
    baar baar
    [Chorus] Kaise?
    Aise ...


    ##Ding Dong Ding, Ding Dong Ding Dong Ding Dong, ##
    ##Ding Dong Dong, Ding Dong ##


    Ab
    Ek do teen, chaar paanch chey saat

    Eb Ab
    aath nau, das gyarah barah terah [2x],

    Ab Eb
    Tera karuun, tera karuun din gin gin ke intazaar,

    Ab
    Aajaa piyaa aaii bahaar [2x]

    [Interlude 1]
    Drum rolls + melody


    Ab
    Chaudah ko tera sandeshaa aya,
    pandrah ko aaungaa ye kahalaayaa

    Eb
    Chaudah ko aayaa na pandrah ko tu,

    Eb Db Eb Ab
    tadapaake mujhako tune kya paaya

    Ab
    Solah ko bhi

    Eb Eb
    Solah ko bhi solah kiye the singaar,

    Db Eb Ab
    aajaa piyaa aayii bahaar
    Tera karuun, tera karuun din gin gin ke intazaar,
    aajaa piyaa aai bahaar
    Ek do teen, chaar paanch chey saat aath nau,
    das gyarah barah terah [2x]

    [Interlude 2]

    Ab Gb Ab A B-A Ab
    Trumpet + Flamenco guitar

    Satrah ko sang ? Tuut gayii, attharah ko ??
    Ro ro guzaaraa meinne saaraa unniis
    Biis ko dil ke tukade hue biis
    Phir bhi nahiin
    Phir bhi nahiin dil se gayaa tera pyaar,
    aajaa piyaa aayii bahaar
    Tera karuun, tera karuun din gin gin ke intazaar,
    aajaa piyaa aaye bahaar [2x]
    Ek do teen, chaar paanch chey saat aath nau,
    das gyarah barah terah [2x]

    [Interlude 3]

    Ab Gb [4x]

    Keys
    Ab Ab Ab Ab Ebm Ebm Gb Gb Gb Gb Ebm Ebm Db Db Ab

    Trumpet
    Ab Fb Eb A-Ab
    Trumpet

    Ikkiis biitii, baais gai
    Teis guzarii, chaubiis gai
    Pachchis ko samajhaayaa sabane mujhe



    Ab Db
    Din bane hafte, hafte mahine, mahine ban gaye saal

    Gb Ab
    Aake zaraa tu dekh to le kya hua hai meraa haal

    Abm Eb
    Diivaanii dar dar mein phiratii huun
    Na jiitii huun naa mein maratii huun

    Ab Db
    Tanhaai kii raaten sahatii huun

    Ab Ab Eb Ab
    Aajaa aajaa Aajaa ke din ginatii rahatii huun

    Ek do teen, chaar paanch chey saat aath nau,
    das gyarah barah terah [2x]
    Tera karuun, tera karuun din gin gin ke intazaar,
    aajaa piyaa aayii bahaar [2x]
     
  2. its4ashish

    its4ashish New Member

    I want the tab of this song. Could anyone send me this?
     
  3. its4ashish

    its4ashish New Member

    Can anybody send the tab of this song
     

Share This Page