Baraso Baraso Yaaro Baraso Re

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by mansu, Oct 8, 2009.

  1. mansu

    mansu New Member

    Khushiyon ki leharein gaaye, dil ke taabu tak aaye
    Dub jaane ki rut hai aaja pyaar mein ghul jaaye
    Aaj na khud ko roko pyaar mein khud ko jhonko
    Shikawo ke saare parade khinch lo
    Aasmaan pe chhaana hai gungunaana hai
    Ban ja baadal dil kehata hai, bheeg ja bheeg ja yaara
    Baraso baraso yaaro baraso re, banake pyaar yaaro baraso re - (2)

    Cheharon pe dhup malo, saagaron pe jhum chalo
    Mausam ke chhinte bikharane do, saare najaare sawarane do
    Aasama pe ho o o aasmaan pe chhaana hai gungunaana hai
    Ban ja baadal dil kehata hai, bheeg ja bheeg ja yaara
    Baraso baraso yaaro baraso re, banake pyaar yaaro baraso re - (2)

    Laakh takeda ishq hai yaaron, ishq fawaare kare ishaare
    Akhiyon wich sadak bana le duniya teri mehmaan hai
    Tu dil ka mehal saja le duniya teri mehmaan hai
    ?? Lagaale duniya teri mehmaan hai
    Yeh dil bada hai nagine jada hai
    Toh jashn manaao mere dil mein jaam uthaao
    Iss mehfil mein jakhm baant loon dard chhaant loon
    Ghum ko pis loon, khushi chaat loon
    Nafarat ki iss jindagi mein na koyi data
    Khushiyon ki leharein gaaye, dil ke taabu tak aaye
    Dub jaane ki rut hai aaja pyaar mein ghul jaaye
    Aaj na khud ko roko pyaar mein khud ko jhonko
    Shikawo ke saare parade khinch lo
    Aasmaan pe chhaana hai gungunaana hai
    Ban ja baadal dil kehata hai, bheeg ja bheeg ja yaara
    Baraso baraso yaaro baraso re, banake pyaar yaaro baraso re - (2)
    Ishq ke waale khet mein chal, fasalon sa jhum machal
    Aaja mangaaye hawaao ko, aaja saja le fajaao ko aaja na
    Aasmaan pe chhaana hai gungunaana hai
    Ban ja baadal dil kehata hai, bheeg ja bheeg ja yaara
    Baraso baraso yaaro baraso re, banake pyaar yaaro baraso re - (2)
    Ho dil mein langar khol de, jo aaye mehmaan
    Do din ki hai jindagi ?? Lambi ??
    Jai hanumaan gyaan gun saagar, jay tapish tihu lok ujaagar - (2)
    Raam dut atulit baldhaama, anjan putra pawan sut naama
    Mahebeer bikram bajrangi, kumati nivaar sumati ke sangi
    Kanchan baran biraaj subesaa, kanan kundal kunchit kesa
    Jai hanumaan gyaan gun saagar, jay tapish tihu lok ujaagar
    Hanuman ki jay, pawansut hanuman ki jay
    Maano hanuman ki jay, pawansut hanuman ki jay
     

Share This Page