any guitar tutor in karachi ....?

Discussion in 'Pakistani Guitar Tabs - Submit or Request' started by Sarim, Aug 11, 2005.

  1. arsilhaq

    arsilhaq New Member

    sarim bhai aap ke liye bhaion wala aik mashwara hai ...woh yeh ke kabhi kisi professional teacher ke chakkar main mat phansna ...yeh karachi shehr hai bhaiya banaya walay har gali main bethey hain ....faida kuch nahi hoga aap ke add lene se ...woh aap ko 6 mahinay tak sirf warm up exercises par hi rakahay ga ...had se had aik string pe gana nikal sakoo gey....scales kabhi nahi samjhayy ga banda ...maine kafi logon ko institutes main bewkoof bantey dekha hai ...simple si baat yeh hai ke aap agar chaho to mujeh yahoo pe add karlo main aap ko saari basics samjha doonga voice conversation main ....laikin phir keh raha hoon institue k chakar main na parna ....paisa bohat fazool ka zaya hota hai institute main ..
     
  2. m.hasanshahid

    m.hasanshahid New Member

    M Hasan ...i hav been playng for mre dan 3 years...m providng home guitar tutions...its in karachi Pakistan...whoevr wants to learn jst contact me 03422819405
     

Share This Page