zeherili ratein

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by .:SpY_GaMe:., Oct 27, 2005.

 1. .:SpY_GaMe:.

  .:SpY_GaMe:. New Member

  (zehreeli raatein neende udd jati hain
  bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain ) - 2
  aalam yeh khafa sa hain
  anjaana sa nasha sa hain
  zehreeli raatein

  duur jitni bhi mujhse tu pass tere main
  ab toh aadat se hain mujhko aaise jeene ke
  dard badhta hain ****e he itni chote
  ab toh haalat bhi hain aaisi mere seene ke
  (zehreeli raatein neende udd jati hain
  bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain) - 2

  chahat aaisi hain yeh teri badhti jaaye
  raahat ek pal na kyo miley bas yeh sataye
  yaad gehri hain kis tarah dil doob jaaye
  main jo dekhu khwaab bhi woh toot jaaye
  (zehreeli raatein neende udd jati hain
  bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain) - 2
  aalam yeh khafa sa hain
  anjaana sa nasha sa hain
  zehreeli raatein
   

Share This Page