zamane gaye

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by madhuresh, Mar 6, 2007.

  1. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    hum jo unhe unke gahr se uthane gaye
    dheere dheere paoon rakhee shirahne gaye

    itni massomiyat se vo mere khaaaboon main gum
    ki bura sa laga kunn jagane gayee

    jhootha address diya sacchi tanhaee ko
    faasale jab unhe, doondh-lane gaye...

    naam kisi ka bhi lekar ke kar lete baat
    par vo khamosh rahe, pehchane gaye...

    mujhse khelo nahi khel keh deta hunn
    ke abb bachpnoon, ke zamane gaye..

    hum jo unhe unke gahr se uthane gaye
    dheere dheere paoon rakhee shirahne gaye

    itni massomiyat se vo mere khaaaboon main gum
    ki bura sa laga kunn jagane gayee...........
    :p:
     
    nimisha likes this.
  2. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    bura kaho, bura samjhe...
    bhala khao bhala samjhen ...
    tumhi kaho ki aaye dost
    iss khamoshi ko kyaa samjhen ???
     
    born2tab likes this.
  3. born2tab

    born2tab rhythm guitarist

    As always ....too gud and too different:)
    reps on ya way
     
  4. i'm_not_neo

    i'm_not_neo el valor máximo absoluto

    Its good,but I prefer your English works...and sorry I didn't reply to it,I read it a long time ago but I never like to be the first to reply/comment/appreciate a poem..
     
  5. nimisha

    nimisha .:Forum Leader:.

    again accha likha hai.. in fact bahot accha likha hai..

    oops.. even i got ur habit of inserting english words in hindi !
     

Share This Page