another 1 from me... plz comment ppl... : Jeeraha hoon is zalim duniya mein teray bagher Tu hoti thi to suhana tha ye mausam na hoti thi koi gham ki leher Tere saath guzaray wo lamhay ab yaad aatay hain mujhko har ghari Lagti thi tu koi alag hi duniya se utri hui pari Tera woh sharmana, aur phir sharma kar yun muskurana Sab ko chor k sirf tujhe maine apna mana Mujhse alag ho kar kyun kar rahi ho itna zulm mujpe ? Bata kya sitam kiya maine tujhpe ? Aye bewafa sanam tu wapis aja mere paas Tu chahay jo bhi kar tujhe hamesha karoonga main pyar Tu wapis aja, tu wapis aja, tu wapis aja meri jaaan.. !