teri Yaad Mein

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by EP/*rocks*/, Feb 19, 2008.

  1. EP/*rocks*/

    EP/*rocks*/ New Member

    ####################teri Yaad Mein#####################




    Hansne Ki Fursat Hai Jinhein

    Wo Kabhi Gam Bhi To Chakhein

    Jalte Hain Jaise Diye

    Kabhi Shama Bhi To Jale

    Kabhi Hum Tumpe Marte Theye

    Magar Ab Tumse Darte Hain

    Kahin Tumharaa Dil Na Dukhe

    Socha Humnein Tere Hi Baare Mein Har Lamha

    Tumne Dil Torte Waqt Mere Baare Mein Naa Sochaa

    Gam Ek Yahi Hai Ab Iss Seene Mein

    Jitni Shiddat Se Tumhein Mohabbat Ki Hai

    Utni Kabhi Khud Se Bhi Nahin Kar Sake

    Jag Se Koi Kabhi Gila Naa Thaaa

    Magar Ab Ye Jag Lagtaa Hai

    Jaise Ho Koi Kabr-gah Jismein Hum Hain Pare

    Bin Ssanson Ke

    Teri Yaad Mein

    Teri Chaah Mein
     
  2. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    ye kyaa hai ...all haphazard...thoda kaifiyat banaoo
     
  3. EP/*rocks*/

    EP/*rocks*/ New Member

    what the problem yaar in this poetry

    make me aware
     
  4. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    aahhh read others u will realise ...this piece written by you is like a collection of ideas from the same localaity ...but the the arrangement has nothing new adn dosent even souds beautifull,,,!
     
  5. EP/*rocks*/

    EP/*rocks*/ New Member

    maduresh i am sure that i have not copied any idea fron any other post

    dammm suree!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
     
  6. EP/*rocks*/

    EP/*rocks*/ New Member

    thanks
    to you
     

Share This Page