Movie - Mr. Natwarlal Singer - Asha bhosle Tauba tauba kya hoga Hona hai jo woh hoga Hota hai jo ho jaane do Aane wala aayega Jaane wala jaayega Tum na maano to jaane do PARA 1 - Jaane kiski baat karoon main Jaane kiska naam loon Thodi der ruko main dhak dhak Karte dil ko thaam loon Dhak dhak dhak dhak dhak dhak Mera dil hai deewana Deewanon ka deewana Deewane ko samjhaane do Aane wala aayega Jaane wala jaayega Tum na maano to jaane do Aa aa aa aa aa aa aa aa PARA 2 - Main bebus hoon tere bas mein Mujhko ye ikraar hai Par ye bulbul kab udd jaaye Koi aetbaar hai Ek hawa ka main jhonkha De jaaoongi main dhokha Aisa mauka to aane do Aane wala aayega Jaane wala jaayega Tum na maano to jaane do PARA 3 - Tumne socha hoga main aurat hoon Main kamjor hoon Main ghar mein kuch aur hoon Ghar se bahar main kuch aur hoon Main haseena tum daaku Main sheesha tum patthar Sheesha patthar takraane do Aane wala aayega Jaane wala jaayega Tum na maano to jaane do Tauba tauba kya hoga Hona hai jo woh hoga Hota hai jo ho jaane do Aane wala aayega Jaane wala jaayega Tum na maano to jaane do