Sargoshiyo Ke Kya Silsile Hai - [Film : Sadiyaan]

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by mansu, Apr 6, 2010.

  1. mansu

    mansu New Member

    Ehasaas kwahishoka sasome mar na jaye
    Sadiya gujar gayi hai lamha gujar na jaye
    Sargoshiyo ke kya silsile hai
    Madhoshiyome do dil mile hai
    Fir ashiki ke mausam khile hai
    Sargoshiyo ke kya silsile hai
    Madhoshiyome do dil mile hai

    Silisili raate meri bhigebhige din
    Jina mera kya hai jeena yara tere bin
    Na kahi hai suku na kahi hai sabar
    Chahate keh rahi chahu main is kadar
    Na tuze ho khabar na muze ho khabar
    Sargoshiyo ke kya silsile hai
    Madhoshiyome do dil mile hai
    Fir ashiki ke mausam khile hai
    Sargoshiyo ke kya silsile hai
    Madhoshiyome do dil mile hai

    Aati jati sase meri tera naam le hai
    Teri yade tanhaime daman tham le hai
    Aa ke bahome armaa machalane lage
    Pyar ki aach se hum pighalane lage
    Ho sard mausam me bhi gesu jalane lage
    Sargoshiyo ke kya silsile hai
    Madhoshiyome do dil mile hai
    Fir ashiki ke mausam khile hai
    Sargoshiyo ke kya silsile hai
    Madhoshiyome do dil mile hai
     

Share This Page