milta hoon jis bhi naam se pehchana sa lagta hai khud pe shak sa hota hai, aur-phir palate hi ye shak sa karna bhi, bemaana sa lagta hai bahuut dekhe nahi hain maan, issliye shayad jo-bhi dekha mujh ko sab-vo, mann-maana sa lagta hai... tumse na shikayat na shoor koi, bas unn-itna-hai ki apna aks hi aksar, begana sa lagta hai.... hum ne likh ke sukhee patte kaat diya, aur phoonk maari saans-full bhar ke udengi na udenn gi daar ye anjana sa lagta hai... ye aadat acchi hai ree shaayar, paale-rakh sanjooye-rakh bura to tab hai-ke-jab-sab, begana sa lagata hai... milta hoon jis bhi naam se pehchana sa lagta hai