Req: Chords of beautiful Bhajan "Bole Ram - Jagjit Singh"

Discussion in 'Hindi Guitar Tabs - Submit or Request' started by mohitguitar, Feb 8, 2010.

  1. mohitguitar

    mohitguitar New Member

  2. mohitguitar

    mohitguitar New Member

    And lyrics are:


    Bolo Ram Jai Jai Ram Bolo Ram – 2

    Janam safal hoga re bande man mein ram basale,

    Bole Ram aaja Ram Bole Ram ….

    He Ram naam ke moti ko saanso ki maala bana le,
    man mein ram basale

    Ram patit paawan karunakar aur sadaa sukh dataa

    Bole Ram aaja Ram Bole Ram

    Ram patit paawan karunakar aur sadaa sukh dataa

    Saras Suhavan ati manbhaavan Ram se preet lagale,

    Man mein ram basale

    Bole Ram aaja Ram Bole Ram

    Moh maya hai jhuta bandhan tyag use tu prani,
    Ram nam ki jyot jalaa kar apna bhag jagaa le,

    Man mein ram basale,

    Bole Ram aaja Ram Bole Ram …

    Ram bhajan mein doob kay apni nirmal kar le kaya,
    Ram naam se preet lagaa ke jeevan paar laga le,

    Man mein ram basale,

    Bole Ram aaja Ram Bole Ram…

    plz post if u know the chords or can try.....
    thanx in advance.....
     

Share This Page