req>> chords of aisa zakhm diya hai jona barega

Discussion in 'Hindi Guitar Tabs - Submit or Request' started by bryanadams_4u, Sep 26, 2008.

  1. bryanadams_4u

    bryanadams_4u New Member

    hey frenzzzzzzz pleej i need the chords of aisa zakhm diya hai....aamir khan 1....pleej hlp me out frenzzzzz........
    thnxxxxxxxxxx
     
  2. Neelanjan

    Neelanjan New Member

    hello,I just tried my best..chk it...
    may be there are some mistakes...
    comment pls...

    Song:Aisa zakhm diya hai
    Movie:Akele Hum Akele Tum

    Intro : Am (one time simple strumming)

    chord.. in Am G F (just hear the starting part)<like tuk tuk tuk>

    Aaya hoon yaaron....(Am G F)
    dil apna deke...(Am G F)
    Aankhon mein chehraa(Am G F)
    kisi ka leke(Am G F)
    Voh dil ka qaatil (Am G F)
    dilbar hamaara(Am G F)
    Jiske liye main (Am G F)
    hua aa..waara(Am G F)
    Milte hi jisne (Am G F)
    chooma tha mujhko(Am G F)
    Phir na palat ke (Am G F)
    dekha dobaara(Am G F)

    Dialogue...

    Aur isi liye doston maine faislaa kiya
    Ke phir kabhi kisi se pyaar nahin karoonga
    Kabhi kisi ladki ko apna dil nahin doonga


    Am------------------C-----G-----------
    (Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega
    G-----------------G--F-------------C
    Har haseen chehre se ab yeh dil darega
    Am--------------C--G---------Am----
    Hum to jaan dekar yunhi mar mite the
    G------------------------G----F------G---Am (End with Am as hogaaaa(Am in aaaa)
    Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga) - 2
    Aisa zakhm diya hai


    Am--------------------G--Am---G (can leave Am )
    Raseele honth, chhalakte gaaaal
    G--------F--G----------------Am--C
    Mastaani chaaal buraa kar de haaaal..(pause)
    Am------------C--G-------
    Palak bhadke ye dil dhadke
    G------------------------F---Am (can leave F)
    Umar ki uthaan, kadakti kamaaal
    E-------G------Am------E
    Qaatil adaa, zaalim hayaa
    E--F Am--G----G------Am
    Mere khudaaa, mere khudaa
    E-------G----E--------Am-----Am-----G--Am (slips from G to Am)
    Shola badan, baheka chaman, magar yaaronn
    Am---------------C-G------Am-------
    Hum to jaan dekar yunhi mar mite the
    G------------------------G----F------G---Am (End with Am as hogaaaa(Am in aaaa)
    Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga) - 2

    Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega
    Har haseen chehre se ab yeh dil darrega
    Hum to jaan dekar yunhi mar mite the
    Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga
    Aisa zakhm diya hai

    (Similar to Stanza1 in Am,G,F)

    Raseele honth, chhalakte gaal
    Mastaani chaal buraa kar de haal
    Palak bhadke, hai, ke dil dhadke
    Umar ki uthaan, kadakti kamaal
    Qaatil adaa, zaalim hayaa
    Mere khudaa, o mere khudaa
    Tu jo kahe to taaron mein tujhe lekar chaloon
    Tu jo kahe to kadmon mein unhe la daal doon
    Seene se lagaake yeh badan kar doon gulaabi
    Chehra choom karke main banaa doon aaftaabi
    Hey hey, la la la la, la
    Hum to jaan dekar tumpe mar mite hain
    Kaun pyaar tumse itna karega
    Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega
    Har haseen chehre se ab yeh dil darrega
    Aisa zakhm diya hai

    Aaya hoon yaaron dil apna leke
    Aankhon mein chehraa kisi ka leke
    Koi na koi mera bhi hoga
    Yahin pe kahin chhupaa hi hoga
     
  3. Neelanjan

    Neelanjan New Member

    hello..is it ko???comment plz...
     
  4. vivek.gaur0816

    vivek.gaur0816 VivekLoveRock....

    its an simple song .... intro all is G....Am....... but the unique thing abt this song is its strumming pattern..
    I think Neelanjan got it correct !!
     
  5. Neelanjan

    Neelanjan New Member

    Thanks a lot...
     
  6. hmanral1980

    hmanral1980 New Member

    Can any of you members post the tabs for Om Shanti Om theme ?
     
  7. Neelanjan

    Neelanjan New Member

    which one..old or new??
     

Share This Page