Piya banvari

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by kajari, Oct 31, 2005.

  1. kajari

    kajari New Member

    Aa piya in nainan mein
    Jo palak dhaankh tone loon
    Naa main dekhoon aur ko
    Naa tohe dekhan doon

    Haiyya ta taa taa thaiyya

    Aa nazar mein tujhko mein bhar loon
    Tujhe dil mein apne aa dhar loon
    Haiyyha laa laa thaiyya

    Aa nazar mein tujhko main bhar loon
    Hui main deewani
    Piya banvari(2)

    Pyaar ka chadha jo nasha
    Badha ye nasha
    Pyaar ka ajab hai nasha
    Naya ye nasha
    Nasha hi nashia

    Aa nazar mein tujhko main bhar loon(2)
    Tu]he dil mein apne aa dhar loon

    Khwaab se mujhe tu jaga
    Mita de hayya
    Raat se mujhe tu chura
    Deewana bana(2)
     

Share This Page