kuch alag hi hain abb raat din taareekh ki to hawva nahi koi puuch le ki kab satth the, kab nikal gaye, kuch pata nahi vo patal ke bola kal ka din miyaan zindagi hai juaa nahi main muskura ke soochta reh gaya main to jee liya ..ye jiya nahi? kuch baatain teri sahi bhi hain par meri neeyati to samajh aaye vaqt main jahaan se uthh ke chaal diya vahaan bad kuch bhi bacha nahi Apni haasiyat uss ki dargaah ke Bahar pada sikee si hai gar pada raha to fana nahi jo utth gaya to duaa nahi