<A HREF="https://www.kamrock.ca/bayshak.mp3">Pakistani Rap (nASHa) Bayshak Mujhko </A> click above and listen to first Pakistani rap in years, lemme know wut u think
go here sorry https://www.kamrock.ca/bayshak.mp3 and LYRICS: Lyrics for Bayshak by nASHa Records ® bayshaq mujh ko kuch maloom na tha apnay salay larkoon par yakeen na tha kiya main,kiya main, barhoon ga aagay? is dunya ko main apnay peechay bahaga kay? apni jaan main jaan, main gum ho gaya hoon is dyna ko chor kay tun ho gaya hoon ab socho, socho main kiya karoon bas jo ho gaya us ko yaad na karoo kiya jurm hay? kay hum is dunya main gum hay woh na jurm hay! jo is dunya ko sun hay har koi mar raha hay, baywafa say ghul raha hay yeh dil bhi mar raha hay, yeh jahan ab kaha hay? jab say payda howa, tab say phas gaya hoon jab say bara howa, weed pay bas gaya hoon woh kahtay hain kay tum en goroo say daroo main boloon salay tum apni zaat say daroo na pyar hain in say, kyoon jhoot bolun? un kay dil main jalan hay upnay dil main situm hay sochtay hain kab main ja kay maroon? aur ja kay janat ka darwazay par dastak karoon dobara socho, is dunya kay saath na chaloo kyonkay bachoon, yeh dunya hay buri shit jis main media khelta hay apni trick bas tum khuda par karoo pura yakeen kitni dahshak in galyoon main hay log mar rahy hain police kahana pay hay janay kab yeh dunya jagay gi aur masoomon ko kab tak maray gi Kuch na dakhoon, apnay khaboon ki tabeer jab bhi dakhoon main, is dunya ki tasweer us say poochoo jo likhta hay takdeer kay, kiya hay maray in khaboon ki tabeer Kuch na dakhoon, apnay khaboon ki tabeer jab bhi dakhoon main, is dunya ki tasweer us say poochoo jo likhta hay takdeer kay, kiya hay maray in khaboon ki tabeer 2pac Starin at the world through my rearview Go on baby scream to God, he can't hear you I can feel your heart beatin fast cause it's time to die Gettin high, watchin time fly, ya know/and we'll be pass maray ek doctor, tha khara bolay salay aab tu pakka mara jism golyeeon say tha mera poora bhara main idher baychaan pagal para agar sach poochoo to main thak sa gaya un ki golyeen say main, bach kyon gaya mujh ko koi, aaj aa kay na batcha day yeh raaz unko-koi, ja kay bata day AK- Starin at the world through my rearview scream to God, can't hear you heart beatin fast it's time to die Gettin high, watchin time fly
yes yes it is but that's put as Rapcore from wikipedia Rapcore is a musical genre that fuses the instrumental and vocal techniques of hip hop, punk, heavy metal and sometimes funk.