O Mere Dil Ke Chain - Chords and Tabs required

Discussion in 'Hindi Guitar Tabs - Submit or Request' started by jagminder_chugh, Oct 28, 2005.

  1. jagminder_chugh

    jagminder_chugh New Member

    Hi,
    I am looking for Tabs and Chords for "O Mere Dil Ke Chain" from Mere Jeevan Saath.
    Can any one help me out with the requirement.
    Thanks and Regards
    Jagminder Chugh
     
  2. born2tab

    born2tab rhythm guitarist

    jagminder_chugh here u go

    Am
    O mere dil ke chain

    Am G Am
    O mere dil ke chain, chain aaya mere dil ko dua keejiye
    G F Am
    Apna hi saaya dekh ke tum, jaane jahan sharma gaye
    G F Am
    Abhi to ye pehli manzil hai, tum to abhi se ghabara gaye
    C G Am-G-F-Am G Am
    Mera kya hoga soocho to zara... hai aise na aahen bhara keejiye
    Am G
    O mere dil ke chain...

    G F Am
    Aap ka arma aap ka naam, mera taran aur nahi
    G F Am
    In jhukti palakon ke siva, dil ka thikana aur nahi
    C G Am-G-F-Am G Am
    Jachta hi nahi, aankhon me koi... dil tum hi ko chaahe to kya keejiye
    Am G
    O mere dil ke chain...

    G F Am
    Yu to akela hi aksar gir ke samhal sakta hoon main
    G F Am
    Tum jo pakad lo haath mera, duniya badal sakta hoon main
    C G Am-G-F-Am G Am
    Maanga hai tumhe duniya ke liye... Ab khud hi sanam faisla keejiye
    Am G
    O mere dil ke chain...

    hope u enjoy it.
    And if u like dont forget to give me reps..
     
  3. abhimanjrekar

    abhimanjrekar ----> Zhol-Man<----

    G#m D#m F#
    o mere dil ke chain

    F# G#m
    chain aaye mere dil ko duwaa kijiye



    G#m F# G#m
    apanaa hee saayaa dekh ke tum jaanaye jahaan sharamaa gaye


    F#m F# G#m
    abhee to ye pahalee manjil hai, tum to abhee se ghabaraa gaye


    G#m D#m F#m G#m
    meraa kyaa hogaa, socho to jaraa


    G#m
    haaye ayaise naa, aahe bharaa kijiye

    o mere dil ke chain .........

    aap kaa aramaan, aap kaa naam meraa taraanaa aaur nahee
    in zukatee palakon ke siwaa, dil kaa thhikaanaa aaur nahee
    janchataa hee nahee, aankhon mein koee
    dil tum ko hee chaahe, to kyaa kijiye

    yoo to akelaa hee aksar, gir ke sanbhal sakataa hoo mai
    tum jo pakadalo haath meraa, duniyaan badal sakataa hoo mai
    maangaa hain tumhe, duniyaan ke liye
    ab khud hee sanam faisalaa kijiye
     
  4. Bandbaaja

    Bandbaaja Pronounced Band Baaaa Ja

    why the G#????
    the song is in Am
    and the intro tabs are using the open strings.

    Of course u can play the INTRO without open strings BUT it wont sound the same.
     
  5. Bandbaaja

    Bandbaaja Pronounced Band Baaaa Ja

    This is the INTRO on GUITAR

    The intro is in the A MAJOR SCALE
    PLAY THE TAB THRICE

    E ------------------|
    B -------0----------|
    G -----0---0-2-2-2--|
    D ---2--------------|
    A -4----------------|
    E ------------------|


    THE HMMMMMMMM PART ....


    Hmmmmmmmmmmm Hmm Hmm Hmmmmmmmmm Hmm Hmm Hmmmmmm
    A--------------------G------------------Am-----

    After this the song becomes a MINOR SONG

    The chords are simple

    The line
    O Mere Dil Ke Chain is Am in position (012200) with grace notes as follows:

    When he sustains O Me-reeeeeeeeeeeeeee
    ----------------------1----2---(3)---4-

    You play Am and on the 3rd count with the little finger play the F note
    (D string 3rd fret)


    The stop is on G, and the line Chain Aaye Mere dil ko dua ki jiye is
    G and Am in the end


    So its like this


    O Me-reeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
    -----Am-----------------Am(F)-----Am

    Dil ke chainnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
    Am-------------------------------------

    O Me-reeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
    ----Am------------------Am(F)-----Am

    Dil ke chainnnnnnnnnnn stop
    Am-------------------- G


    Chain Aaye mere dil ko dua ki jiye
    G-------------------------------Am

    O mereeeeeeeeeeeeeee
    Am------------------


    ANTRA

    Apna hi saaya dekh ke tum
    Am------------G----------

    Jaane jahan sharmagaye
    F---------------Am--------

    Abhi to yeh pehli manzil hai
    Am-----------------G---------

    Tum to abhi se ghabra gaye
    F------------------Am-------

    Mera kyaaaa ho gaaaaa
    -----Am--------C------

    Socho oooo to zaraa------stop
    --G------------Am---G F Am

    Haay aise na aahen bhara ki jiye
    G------------G----------------Am--
     

Share This Page