Moujh jeisse ajnabi ko koyi apna nahin mila Mere shab e nind ko ek bhi achaa sapna nahin mila Aasmaan ke chaadar ko odh kar soya hai meine Iss sheher main sar chupaane ka thikaana nahin mila Souna hai ki tum paraaye logon ko bhi apnaati ho Meri balaa ki tujhse milne ka koyi bahana nahin mila Mere jaan o jigar tere liye kayi ghazal gaate hein Jisse sounkar tou yahaan aaye wo taraana nahin mila Keisse tum se do baatein ho, jaan.na ‘Mushkil’ hai Kitaab e zabaan main teri lazaan ka pan.na nahin mila Lazaan : Language (Bhasha) Amanush...
Aap kehti hai...'ghayal ho gaye hum' Kaash ki dekh paati aap hamare zakham Wo bewafaa keh gayi eissi baatein jate jate Ki ab namak ban gaya khamosh waqt ka marham... Amanush...
Thank for praising my every work...Martina! ( I'll send you an autographed one some day... God Willing ) Amanush...
And my Mama always says... Better late than never (Kidding ) If someday I will publish a book, I will surely send you an autographed copy...Vaada raha! Amanush...
i'm honoured...seriously! do give it a serious thought... aur Aapke vaade par yakeen hain hume... itna intezaar kar chuke.. thoda aur sahi.. Lekin intezaar ki aadat mat daal dena hume...