Junoon's Taara Jala

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by aeg0, Feb 23, 2006.

  1. aeg0

    aeg0 Guitarıng Alchemist

    This is from their latest album, Dewaar. Did anyone actually get the meaning of this song? I just cant understand the lyrics. :help:

    Here are the lyrics


    In lamhon kay peechay koi to hai lamha aisa bhee
    Jo baigana bhee hai apna bhee hai
    jahaan thairay yain lamha
    Waheen se to aagay jana hai
    jisay socha hai usko paana hai

    jaoon main jaatay pal se aagay jaon
    Taara jala jala kahkashan kee tarah
    Teray waastay main taara taara jala kahkashan kee tarah

    Jahan manzil hai meree kabhi to woh duniya dekhoon ga
    Mujhay kaisay hai jeena dekhoon ga

    Kabhi dekhoon ga jaa kay chura kai main peecha kaamon se
    Kabhi nikloon ga subha shamon se
    Jaon main jaatay pal se aagay jaon jaon main
    Aagay ja kay usko paon... Chahoon aagay hee jaon main

    Taara taara jaala jaala kahkashan kee tarah
    Tere wastay main taara
    Taara jaala jaala kahakshan kee tarah

    Tere saath ham nahin
    Gham kee tarah yeh gham nahin

    Tere mohabbat kam nahin

    Main taara taara jala jala kahakshan kee tarah
    Tere wastay main taara taara jala jala kahkashan kee tarah
    In lamhon kay peechay koi to hai lamha aisa bhee
    Jo baigana bhee apna bhee


    Just give your interpretation of the song.
     
  2. aeg0

    aeg0 Guitarıng Alchemist

    hey i wasnt submitting lyrics. i wanted to discuss this song, thats why i put it in music talk; im not illiterate. the forum description here says "Please only submit or request hindi lyrics here."

    smartass.
     

Share This Page