jab koii nahi hota

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by madhuresh, May 31, 2006.

  1. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    Title: jab koii nahi hota

    Bas pardanashhen kahaaboon ka dhudhala aks tasaavur main
    aru aavara naakush, ukhadi-ukhadi hava saansoon main ho kabhiz
    kitni door latki rehti hain ye rooshani ki ankee
    main sach-much dekhta hoon koi to ho
    jab koii nahi hota....

    Rafta kuch nahi ranjoo-ranjish-masruufiyak ki aavazoon ke siva
    falak ki besabr-bebas-bandishoon main machati khaahish
    ye-kitni deer tak bajti hai inn railgadiyoon ki siiti
    main sach much pucchta hoon kyaa koi hai ?
    jab koi nahi hota...

    Udhaari par liye lamhaye-vaqut ke-kuch anghaadhe tukde
    jinka koii pata na thikana, par muskuraatain hain
    yahan rukne kai aazadi thi kyoonki main bhi thera tha
    main chalta hoon to vo bhi hain aage ko badh se hain jaatain
    thoda dheere chaal na yaar thakna aur nahi mumkin
    main sach much chahata-nahi hoon rukna
    jab koii nahi hota...
     
  2. amit82cse

    amit82cse Silent observeR

    very tough:) and very very goood!!!
     

Share This Page