Movie : Zkham Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aaj Chand Nikla Jaane Kitne Dinoon Ke Baad, Gali Mein Aaj Chand Nikla(2) Ye Naina Bin Kajal Tarse, Barah Mahine Badal Barse Suni Rab Ne Meri Fariyaad -2 Gali Mein Aaj Chand Nikla -3 Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aaj Chand Nikla... Aaj Ki Raat Jo Main Sojati, Khulti Aankh Subha Ho Jaati Main To Ho Jaati Bas Barbaad(2) Gali Mein Aaj Chand Nikla -3 Apni Jaan Ko Jaate Dekha Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad(2) Gali Mein Aaj Chand Nikla -3 Jaane Kitne Dinoon Ke Baad Gali Mein Aaj Chand Nikla...