Dooriyan dilon mein ab naasur sa dard jagati hai, Lamha lamha zindagi maut banke rulaati hai. dooriyan dilon mein... Do pal bhi ab ghumgin kar jaata hai saath ka, Zakhm-e dil ko aur bhi aapki rushwayi darati hai. dooriyan dilon mein.. Zikr bhi ab labon pe unke shikawon mein aakar, Zindagi humdum to nahi par kaafir nazar aati hai. dooriyan dilon mein... Kasamkash sa kyun dil mein mehsus hota hai har pal. Pathar raahon ke manzil mein parvat ban jaati hai. dooriyan dilon mein...
khoosurati hai aap ki nazakat bhari shikayat mein bingo..................lovely:beer: reps added for this to you madhuresh..