Movie - Love story Dekho maine dekha hai ye ek sapna Phoolon ke sehar mein he ghar apna Kya sama hai tu kahan hai Main aayi aayi aayi aayi aaja Kitna haseen hai ye ek sapna Phoolon ke sehar mein he ghar apna Kya sama hai tu kahan hai Main aaya aaya aaya aaya aaja Stanza - Yahan tera mera naam likha hai Rasta nahi ye aam likha hai Ho ye hai darwaza jahan tu khadi hai Andur aa jaao sardi badi hai Yahan se nazara dekho parwaton ka Jaakoon mein kahan se kahan hai jarokha Ye yahan hai tu kahan hai Main aayi aayi aayi aayi aaja Kitna haseen hai ye ek sapna Phoolon ke sehar mein he ghar apna Kya sama hai tu kahan hai Main aaya aaya aaya aaya aaja Stanza 2 - Accha ye batao kahan pe hai paani Bahar beh raha hai jharna deewani Bijli nahi hai yahi ek gham hai Teri bindiya kya bijli se kam hai Chhodo matt cheddo bazaar jao Jaata hoon jaonga pehle yahan aao Shaam jawaan hai tu kahan hai Main aayi aayi aayi aayi aaja Dekho maine dekha hai ye ek sapna Phoolon ke sehar mein he ghar apna Kya sama hai tu kahan hai Main aayi aayi aayi aayi aaja Stanza 3 - Kaisi pyari si hai ye chhoti si rasoi Ho hum do hain bas dooja nahi koi Iss kamare mein hongi meethi baatein Uss Kamre mein gujarengi raatein Ye to bolo hogi kahan pe ladaai Main wo jagah hi nahi banayi Pyar yahan hai tu kahan hai Kitna haseen hai ye ek sapna Phoolon ke sehar mein he ghar apna Kya sama hai tu kahan hai Main aayi aayi aayi aayi aaja Dekho maine dekha hai ye ek sapna Phoolon ke sehar mein he ghar apna Kya sama hai tu kahan hai Main aayi aayi aayi aayi aaja Main aayi aayi aayi aayi aaja Main aayi aayi aayi aayi aaja