chalta ja rha hoon

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by madhuresh, Dec 6, 2005.

  1. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    Title: chalta ja raha hoon

    Ruk ke har lamha ye-hi kahega, kuun khada hai ?
    Is liye, iss raah chalta jaa raha hoon !!
    aise ji hai jindagi ki aage-sari-gujri-yaadain,
    unke peeche-pchee samahalta aaraha hoon !!
    Raat kali hai roshini karni too hogi,
    roo-kar bhi kush hoon bus pighalta jaa raha hoon !!
    sun na le koi massom dard-e-dil ko,
    dhadkano ki aahat badalta jaa raha hoon !!
    Ruk ke har lamha ye-hi kahega, kuun khada hai ?
    Is liye, iss raah chalta jaa raha hoon !!
     

Share This Page