Baby Ba Ba Ba Ba... Baby - [Film : Swaha]

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by 00aklu, Jun 4, 2010.

  1. 00aklu

    00aklu New Member

    Baby ba ba ba ba... Baby
    Tune kya kar daala baby, najar se maar daala baby - (2)
    Julfon ki yeh maala baby, labon ka tere pyaala baby
    Jayin albaabaaba jayin albaabaaba jayin
    ??? Habibi yaara hamanaais
    Jayin abbaas ??? Yaara meri khwaaish
    Aa di di di di jayin abba jayin abba......

    Noor baby ke chahare mein, nasha baby ke aankhon mein
    Jaan le has hasake baby, ada baby ke baaton mein
    Kabhi haan karati hai baby, kabhi na karati hai baby
    Pyaar mein darana kya keh ke, aur pyar darati hai baba
    ?? Jehano kharibi, ???
    ?? Yaara meri khwaaish
    Aa di di di di jayin abba jayin abba......

    Ishq main baby se kar loon, ishq mein ji loon aur mar loon
    Jism baby ka angaara, aag yeh baahon mein bhar loon
    Aasmaan ke upar baby, aasmaan ke niche baby
    Chaand jo roshan dikhata hai, roshani ke pichhe baby
    Shamso?? Shamso habibi ?? Yaara hamanaais
    Jayin abbaas ??? Yaara meri khwaaish
    Aa di di di di jayin abba jayin abba......
    Tune kya kar daala baby, najar se maar daala baby
    Julfon ki yeh maala baby, labon ka tere pyaala baby
    Jayin albaabaaba jayin albaabaaba jayin
    ?????
    Jayin abbaas ??? Yaara meri khwaaish
    Aa di di di di jayin abba jayin abba......
     

Share This Page