any title ?

Discussion in 'Poetry and Lyrics Forum' started by madhuresh, Sep 14, 2006.

  1. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    well i dont remember i have posted this one or not .but chalo lo...and do suggest a title

    Kya kisi gair se shikayat karna
    iss se behtar hai shikavoon se muhoobat karna...

    main uss ko jaanta nahi par help kar ke laga
    Kitan aasaan hai dunia main ibaadat karna...

    mere bacche mere jaise hoon aisa sooch ke jaana
    kuun jaroori hai buzoorgoon ki izzat karna....

    mere karne si free-fund main toote kisi masoom ka dil
    aise karna se to accha ahi kuch na karna....

    Kya kisi gair se shikayat karna
    iss se behtar hai shikavoon se muhoobat karna...
     
    Babydoll and Devilshly_Pur$ like this.
  2. ^ international stuff madhu :grin:
     
  3. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    oye sach keh raha hai ya majaak uda raha hai yaar ......but its not all like me ...its like kabhi kabhi me....well thanks
     
    Devilshly_Pur$ likes this.
  4. nahin yaar...really in hindi ..bahut acchi thi..lekin as usual shudh hinid ab samjah main nahn aati..so poem is good..kahin samjah aayi kahin nahin aayi....
     
  5. nimisha

    nimisha .:Forum Leader:.

    tum yu, mix language me kyu likha karte ho yaar....?
     
  6. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    accha lagta hai ...:)
     
  7. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    mujhe kaun sa ye sab hindi ki kitaab main chapvana hai ..this is fun so let be like fun...tum ne ye to bataya hi nahi ki kaisa hai ?
     
  8. madhuresh

    madhuresh madhuresh

    ok so read this
    Katl kar ke vahi khde hoon ge
    tumne chere nahi padhe hoon ge
    kuun badoon ka adab nahi karte
    apne bachee bhi kal bade hoonge


    and my line

    mere bacche mere jaise hoon aisa sooch ke jaana
    kuun jaroori hai buzoorgoon ki izzat karna....

    abhi is it copy ...when i ws writing this wasent at home to mujhe lag sa raha tha ki aisa khyaal phle kahin suna jaroor hai ...
    These above lines r by some sardarji ....old fellow....great poet....
    so abhi
    Sorry
     

Share This Page