eis ajnabi duniya mein aa fasaan hoon mein apno ko dundhte dundhte kahaan kho gaya hoon mein charo taraf tanhaaeeyon ki sahnaaei gunjati hain eis kaid se na jaane kab nikal paaoonga mein mere apne mujhe chod kar kahin durr jaa base hain unki chahaton ko yahaan saath le kar aaya hoon mein mere apne mujhe yahaan se kyun nahin le jaate hain eisi intezaar mein, unki raah dekhta hoon mein