Movie - Om Shanti Om Music - Vishal Shekhar Singer - K K Aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Ho aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saanse yeh teri Woh haawaein hain Aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Ho aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saanse yeh teri Woh haawaein hain PARA - Aayi aisi raat hai jo Bhahut khush naseeb hai Chaahe jise door se duniya Woh mere kareeb hai Kitna kuch kehna hai Phir bhi hai dil mein saawal kahin Sapno mein jo roz kaha hai Woh phir se kahoon ya nahi Aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Ho aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saanse yeh teri Woh haawaein hain PARA 2 - Tere saath saath aisa Koi noor aaya hai Chand teri roshni ka Halka sa ek saaya hai Teri nazaron ne Dil ka kiya jo hasar Asar ye hua Abb inmein hi doob ke Ho jaaon paar Yehi hai dua Aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Ho aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saanse yeh teri Woh haawaein hain