2.. Hindi Pop songs..

Discussion in 'Hindi Lyrics - Submit or Request' started by kajari, Nov 9, 2005.

  1. kajari

    kajari New Member

    -----

    Yaaron dosti badi hi haseen hai….
    Yeh na ho to kya phir
    Bolo yeh zindgi
    hai
    Koi to ho raajdaan
    Be garaj tera ho yaar
    Koi to ho raajdaan

    Yaaron mohabbat hi to bandgi hai
    Yeh na ho to kya phir
    Bolo yeh zindgi hai
    Koi to dilbar ho yaar
    Jisko tujhse ho pyaar
    Koi to dilbar ho yaar

    Teri har ke buraai pe
    Daante vo dost
    Gam ki ho dhoop to
    Saaya bane tera vo dost
    Naache bhi vo
    Teri khushi main

    Yaaron dosti bahi hi haseen hai
    Yeh na ho to kya phir
    Bolo yeh zindgi hai
    Koi to ho raajdaan
    Be garaj tera ho yaar
    Koi to ho raajdaan

    Tan mann kar tum pe fida
    Mahboob vo
    Palkon pe jo rakhe tujhe
    Mahboob vo
    Jiski vafa tere liye ho

    Are yaaron dosti bahi hi haseen hai
    Yeh na ho to kya phir
    Bolo yeh zindgi hai
    Koi to dilbar ho yaar
    Jisko tujhse ho pyaar
    Koi to dilbar ho yaar

    ---

    Koi jo mila tho mujhe aisa lagtha tha jaise meri sari duniya mein
    Geethon ki ruth aur rangonki barkha hai khushbu ki andhi hai
    Mahki hui si ab sari fizaenhai bahki hui si ab sari havaen hai
    Khooi hui si ab sari dishaen hai badli hui si ab sari adaen hai
    Jaagi umange hai, dhadak raha hai dil sason mein thoofan hai
    Hoton pe nagmein hai, aankhon mein sapne hai beethe hue sare woh lamhe hai
    Jab koi aya tha, nazron pe chaya tha dil mein samaya tha, kaise mein
    Bathaun thumhe kaisa use paya tha pyar se chehre pe bikhri jo
    Julfe tho aisa lagtha tha jaise kohre ke peeche ek os mein hdula hua
    Phool khila hai jaise badal mein ek chand chupa hai aur jhank raha hai
    Jaise raath ke parde mein ek savera hai roshan roshan ankhon mein sapno
    Ka sagar jisme prem sitharon ki chadar jaise jhalak rahi hai lahron lahron
    Baath kare tho jaise mothi barse jaise kahiin chandi ki payar goonje jaise
    Kahi sheeshe ke jaam gire aur chanse toote jaise koi chupke sithar bajae jaise
    Koi chandni raath mein gaaye jaise koi hole se paas bulae.
    Kaisi meeti bathein thi woh kaisi mulakhathen thi woh jab maine jana tha
    Nazron se kaise pigalthe hai dil aur aarzoo pathi hai kaise manzil aur kaise uthar
    Tha hai chand jameen par kaise kabhi lagtha hai swarg agarhai to bas hai yahin par
    Usne bathaya mujhe aur samjhaya mujhe hum jo mile hai hum jaise hi milna tha ghul jo
    Khile hai, unhe jaise hi khilna tha janmon ke bandhan, janmon ke rishthe hai
    Jab bhi hum janme tho hum yahin milthe hai kanom me mere jaise shahad se
    Ghulne lage khwabon ki duniya bhi kithni hasin aur kaisi rangi thi khwaobn ki
    Duniya jo kahne ko thi par kahin bhi nahi thi khwab jo tute mere ankhen jo
    Khuli meri hosh jo aya mujhe maine dekha maine jaana woh jo kabhi aya tha
    Nazron pe chayatha dil mein samaya ta jaa bhi chuka hai aur dil mera ab hai
    Thanha thanha naa tho koi arman hai, naa koi thamanna hai aur naa koi sapna
    Hai ab jo mere din aur ab jo meri raath hai unmein sirf aansoo hai unme
    Sirf dard ki ranj ki baathein hai aur faryad hai mera ab koi nahi, mai hoon aur khoe hue
    Pyaar ki yaadein hai...

    ---

    Hey zu hmm hmm hmm hmm
    Hey hey hey hey hey
    hey
    Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
    Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
    Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain

    Tum ko dekhe beena chain milta nahi
    Dil pe ab to koi zor chalta nahi
    Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
    Dub gaya
    hu is bekhudi mein

    Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
    Had se badhne laga mera deewanapan
    Dil mein basa lu apna bana lu
    Ya phir nazar mein tumko chupa lu
    Oh ho, oh ho ho
    O laal meri pat rakhio bala jhoole laalan - 2
    Sindri da sehvan da sakhi shabaaz kalandar
    Dama dam mast kalandar, ali dam dam de andar
    Dama dam mast kalandar, ali da pehla number
    O laal meri, o laal meri
    Chaar charaag tere baran hamesha - 3
    Panjwa mein baaran aayi bala jhoole laalan
    O panjwa mein baaran
    O panjwa mein baaran aayi bala jhoole laalan
    Sindri da sehvan da sakhi shabaaz kalandar
    Dama dam mast kalandar, ali dam dam de andar
    Dama dam mast kalandar, ali da pehla number
    O laal meri, o laal meri
    Hind sind peera teri naubat vaaje - 3
    Naal vaje ghadiyaal bala jhoole laalan
    O naal vaje
    O naal vaje ghadiyaal bala jhoole
    laalan
    Sindri da sehvan da shaki shabaaz kalandar
    Dama dam mast kalandar, ali dam dam de andar
    Dama dam mast kalandar, ali da pehla number
    O laal meri, o laal meri
    O ho, o ho ho, oh oh oh oh, oh oh oh oh
    Ho oh oh, oh ho oh oh oh
    Har dam peera teri khair hove - 3
    Naam-e-ali beda paar laga jhoole laalan
    O naam-e-ali
    O naam-e-ali beda paar laga jhoole laalan
    Sindri da sehvan da shaki shabaaz kalandar
    Dama dam mast kalandar, ali dam dam de andar
    Dama dam mast kalandar, ali da pehla number
    O laal meri pat rakhio bala jhoole laalan
    Sindri da sehvan da sakhi shabaaz kalandar
    (dama dam mast kalandar, ali dam dam de andar
    Dama dam mast kalandar, ali da pehla number) - 3
    Aankhon mein sapne liye… ghar se hum chal to diye
    Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
    Mitti ki khushboo aaye…. Palkon pe aansu laaye
    Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
    Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
    Chalna akele hai yahan
    (tanha dil, tanha safar…. Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) -2
    Tanha dil
    Dilkash nazaarein dekhe, jhilmil sitaarein dekhe
    Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
    Kitni barsaatein aayi, kitni saugaatein laayi
    Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada
    Maane kiye the apna hoga aashiyaan
    Vaadon ka jaane hoga kya
    (tanha dil, tanha safar, dhoonde tujhe phir kyoon nazar) -2
    Tanha dil….. Tanha dil

    ---

    Chaandii jaisaa ra.ng hai teraa sone jaise baal
    Ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal

    Jis raste se tuu gujare vo phuulo.n se bhar jaaye (2)
    Tere pair kii komal aahat sote bhaag jagaaye
    Jo patthar to chhuu le gorii vo hiiraa ban jaaye
    Tuu jisako mil jaaye vo…. Tuu jisako mil jaaye vo ho jaaye maalaamaal
    Ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal

    Jo berang hain usape kyaa kyaa ra.ng jamaate log (2)
    Tuu naadaan na jaane kaise ruup churaate log
    Nazare bhar bhar ke dekhe aate jaate log
    Chhail chhabiilii raanii tho.daa
    Chhail chhabiilii raanii tho.daa ghuunghat aur nikaal
    Ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal

    Ghanak ghataa kaliyaa.n aur taare sab hai.n teraa ruup (2)
    Gazale.n ho.n yaa giit ho.n mere sab me.n teraa ruup
    Yuu.n hii chamakatii rahe hameshaa tere husn kii dhuup
    Tujhe nazar naa lage kisii kii
    Tujhe nazar naa lage kisii kii jiye hazaaro.n saal
    Ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal

    ----

    Husn e jana ki tareef mumkin nahi…… aafreen aafreen, aafreen aafreen
    Aankhein daikhe to mein daikhta reh gaya
    (jaam do aur donon he do aatisha)
    aankhein ya maikade ke yeh do baab hein
    aankhein inko kahoon ya kahoon khuwaab hein
    aankhein neechi huwi to haya bun gayi
    aankhein unchi howi to dua bun gayi
    aankhein uth ker jhuki to ada bun gayi
    aankhein jhuk ker uthi to qaza bun gayi
    aankhein jin mein qaid aasman o zameen
    nargisi nargisi, surmayi surmayi
    aafreen aafreen, aafreen aafreen
    Husn e jana ki tareef mumkin nahi……. Aafreen aafreen, aafreen aafreen
    Zulf e janaan ki bhi lambi hai daastan
    zulf ki mere dil per hein parchiyaan
    zulf jaisay ke umdi howi ho ghata
    zulf jaisay ke ho koi kaali bala
    zulf uljhay to dunya pareshaan ho
    zulf suljhay to yeh zeest aasan ho
    zulf bikhray siyah raat chaanay lagay
    zulf lehraye to raat janay lagay
    zulf zanjeer hai phir bhi kitni haseen
    reshmi reshmi, amberi amberi
    aafreen aafreen, aafreen aafreen
    Husn e jana ki tareef mumkin nahi……. Aafreen aafreen, aafreen aafreen
     

Share This Page