choodi jo khanki, haathon mein yaad piya ki aane lagi haye bheegi bheegi raaton mein... (thandi thandi pawan chale, tan man mein haye aag lage) -2 tere pyar ke chingari, ang ang mein haye mere jale rhim jhim si barsaaton mein, haye, rhim jhim si barsaaton mein rhim jhim si barsaaton mein, yaad piya ki aane lagi haye bheegi bheegi raaton mein... (ab ke baras haye yeh saawan, jaan na meri le jaye) -2 dhak dhak mora jiya kare, tan se chunar jab udh jaye bole jo koyal baagon mein, haye, bole jo koyal baagon mein bole jo koyal baagon mein, yaad piya ki aane lagi haye bheegi bheegi raaton mein... --- Ayi pardes se pariyon ki rani(2) Khooshboo ke sang chalu, banake jugnu mein raat jaloo(2) Koi muje jane nahi main hu badi anjani Ayi pardesh se…… Taron ki doli mein sajake mein chalti hoon Pal pal apna mein rang badalti hoon… Aisa mera roop suhana jo dekhe ban jaye diwana… Jadugarni hoon jadu karati hoon.. Kisi shahjade pe mein bhi marti hoon.. Maine usko apna mana par na jane vo anjana… Ayi pardesh se.. --- Album: yaad, music: nikhil-vinay, ravi pawar, singer: sonu nigam O jaan-e-jaan yeh sach hain ki, mein apni mohabbat ka izhaar Kabhi khul ke na kar saka, magar meri aankhen Hamesha meri dil ki haalat batati rahi hain Aur tu hain ke mujhse bekhabar aaj bhi hain Mere dil ki har dhadkan sirf tera naam leti hain, sirf tera naam (mohabbat kabhi maine ki to nahin thi, kisiki nigahon se pi to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho) 2 (tu saanson mein samaye, tu dhadkan ko churaye, kahi deewana ho jaoo na tera) 2 Pehli nazar ka pehla nasha, dil mein utarta jaaye sanam Sharmake mujhse milna tera, jaadoo sa karta jaaye sanam Yeh beqarari aisi khumari, pehle kabhi to mujhpe na hui Kabhi dil pe yoon bekhudi to nahin thi, kisise mujhe aashiqui to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho Kitne hi chehre dekhe magar, maine chuna hain bas ek tujhe Har pal ho meri baahon mein tu, mil jaaye aisi kismat mujhe Dil yeh pukara tera nazara, karta hi jaoon o jaan-e-jaan Mujhe pehle itni khushi to nahin thi, yoon mehki hui zindagi to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho --- Chhui mui si, singer: milind ingale ek ladki mere khwabon mein aati hai , woh tum ho woh tum ho, meri priya tum hi to ho chhui mui si tum lagti ho, phool jaisi hasti ho jis din se dekh hai, tum meri sanso mein dil mein rahti ho chhui mui si tum lagti ho,phool jaisi hasti ho tum ho pari ya aapsara, tum ho sabhi se judaa hothon pe hai kamsin si, bholi hai har adaa tum abhi bin bole, aankho se afsane lakho mein kahti ho chhui mui si tum lagti ho, phool jaisi hasti ho pehli nazar ka hai asar, dil deewana hua hairan hoon mein yeh sochakar, tum main ghazab hai aisa kya dil mera mujhse hi puchhe yeh, tum hi kyon apni lagti ho chhui mui si tum lagti ho,phool jaisi hasti ho --------------------------------------------------------------------------------------------------------maine(maine paayal hai chhankaayi, ab to aaja tu harjaayi) - 2 meri saanson mein tu hai basa, o sajna, aaja na ab tarsa - 2 maine paayal hai chhankaayi, ab to aaja tu harjaayi meri saanson mein tu hai basa, o sajna, aaja na ab tarsa - 2 (chale jab yeh purvaayi, baje dil mein shahenaayi, tu hi mere sapnon ka, o sajna) - 2 maine, maine chunri hai laheraayi, ab to aaja tu harjaayi meri saanson mein tu hai basa, o sajna, aaja na ab tarsa - 2 (main din bhar soch mein jugoon, main raat mein jaag mein soun, tu hi dil mein rehta hai, o sajna) - 2 maine, maine choodi hai khankhaayi, ab to aaja tu harjaayi meri saanson mein tu hai basa, o sajna, aaja na ab tarsa - 2 ----- kya soorat hai , album: kya soorat hai , singer: bombay vikings Kya soorat hai kya soorat hai kya soorat hai baby no one so ***y, in the whole galaxy you make my heart go beating harder Kya soorat hai kya soorat hai kya soorat hai baby i don't know what it would do one real hot kiss from you i might go crazy might get smarter Kya soorat hai kya soorat hai kya soorat hai, yeah.. It's been so long since i last fell in love baby i swear i swear by heaven up above i wasn't ever keen for what you call the love thug living was so easy it could never going rough but since i saw your face my mind's not in place the time's lost it's phase and i'm going insane Kya soorat hai kya soorat hai kya soorat hai, yeach.. I am just an ordinary guy i am no macho an i ain't no hi-fi but if you say i'll change my whole lifestyle i'll do just anything to see my baby smile yeah yeah yeah so what do you think of this do i get one little kiss and let me explain Kya soorat hai kya soorat hai kya soorat hai , yeach.. ---- Ankhen band kar lu jo mein, dekhu bas tumhe Khwabon mein keh sakta huin aapna tumhe Rehne de mera ye wehemte hi yakin Na jaoge Pyar ki yeh raat hai ab na ja, chotisi ik baat hai ab na ja Tumhi se hai meri neendein na bhi ho to kya(2) Kehne de taaron ko kahaani ankahi Na jaoge Pyar ki yeh raat hai ab na ja, chotisi ik baat hai ab na ja Pal do pal ka saath hai ab na ja, jadusi ye raat hai ab na ja Ab na ja Aankhen de pyaar ki boondein Bikhre se kai sawaal Ankhon mein kitne mausam pal mein beetein kitne saal Behne de jahan bhi le jayen zindagi na jaoge Pyar ki yeh raat hai ab na ja, choti si ik baat hai ab na ja Pal do pal ka saath hai, ab na ja Jadusi ye raat hai ab na ja ----- Tu hi meri zindagi, tu hi meri har khushi, tu... Hai meri jaan, Kaise bhoolegi mera naam?, kaise bhoolegi mera naam? Kehta tha main tu hai meri, aur main tumhara, Ab tak hoon akela, main hoon yahan tu hai kahan, (2) Kehta tha main chhota sa hai sansaar humara, toote saare sapne mere, chhor chali tu mera jahan, Kya ho gaya sanam , kuch to bolo sanam, kaanpte hain hont tere, dare dare kyun tere nayan, Chhorunga na sanam, le jaaunga sanam, ek din banegi tu meri dulhan, Tu hi meri zindagi, tu hi meri har khushi, tu hi meri preet hai, tu hi hai meri jaan, Tu hi meri dhoop hai, tu hi meri chhaon hain, tu hi mera dard hai, tu hi hai muskaan, Kaise bhoolegi mera naam? Sakhiyaan teri deti taane mujhe dher saare, Ghar waalon ne tere itna bhala bura kaha, din bhar kaam karun, raaton ko main dhoondo taare, Samjhegi tu to mujhe isiliye itna saha, Kya ho gaya sanam? Mil koi gaya sanam? Chahegi tu aur kisi ko maane na kyun mera ye mann, Kuch bhi karle jatan, hoga to wahi sanam, Ek din banegi tu meri dulhan, Tu hi meri zindagi, tu hi meri har khushi, tu hi meri preet hai, tu hi hai meri jaan, Tu hi meri dhoop hai, tu hi meri chhaon hain, tu hi mera dard hai, tu hi hai muskaan Tu hi meri zindagi, tu hi meri bandagi, tu hi meri subah, tu hi hai meri shaam, Tu hi mera geet hai, tu hi mera meet hai, tu hi meri pooja hai, tu hi hai mera ram, Kaise bhoolegi mera naam? Kya hua aage agar mil na sake hum, kya hua ke mere vaadon mein na dum, Pyaar to hua na kam, jeeti tu, haare hain hum, Sun liya maine, seh liya maine, chheen lunga tujhe abki baar, Kaayar na hoon main, jhootha na hoon main, kamzor na hoon, bas karta tujhe pyaar, Tu hi meri zindagi, tu hi meri har khushi, tu hi meri preet hai, tu hi hai meri jaan, Tu hi meri dhoop hai, tu hi meri chhaon hain, tu hi mera dard hai, tu hi hai muskaan Tu hi mera dard hai, tu hi hai muskaan, tu hi meri preet hai, tu hi hai meri jaan, Kaise bhoolegi mera naam? Bolo!! ----- Cant get you out of hea its so bad I cant get you out of hea its so bad (kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu Har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu Kehti hain betaabiyan aa meeta de tanhai) - 2 Kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu Har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu (i wanna tell you my love, theres something you should know, i cant get you out of my head its so bad Never gonna let you go) - 2 (raat bhar meri aankhon main khwab banke tu aati hain Tanha mere khayalo ko chedke chali jaati hain) - 2 Ho dhadkan dhadkan jaane hain ke main hu tera saidaai Kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu Har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu Ho kehti hain betaabiyan aa meeta de tanhai Kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu Har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu Hey hey hey lalala la - 2 (dooba dooba main rehta hu ajnabi se ahsaason main Khushbuain teri aati hain aati jaati in saanson main) - 2 Ho yaadon ke aaine main sirf tu nazar aayi Kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu Har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu Ho kehti hain betaabiyan aa meeta de tanhai Kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu Har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu Cant get you out of hea its so bad I cant get you out of hea its so bad - 5
chords:Humko deewana kar gaye A A E C C Tum sason mein, tum dhadkan mein, utar gaye, humko deewana, humko C Am E deewana, deewana kar gaye May be the chords are wrong. So please inform abt that one