Req - Original scales and chords

Discussion in 'Hindi Guitar Tabs - Submit or Request' started by GANESH RANE, Jul 31, 2010.

  1. GANESH RANE

    GANESH RANE Member

    Hi all,
    required orignal scales & chords for following songs.
    1.woh jab yaad aye-parasmani
    2.ehsan tera hoga mujhpar-junglee
    3.chandan sa badan-saraswati chandra
    4.yu to hamne lakh haseen-tumsa nahi dekha
    5.hai apna dil to awara-solhwa saal
    6.a dil hai mushkil-cid
    7.lag ja gale-woh kaun thi
    8.pal pal dil ke pass-black mail
    9.sochenge tumhe pyarr-deewana
    10.mausam hai ashikana-pakeeza
    11.woh shaam kuch ajeeb thi
    12.phulo ke rang se
    13.hotho se choo lo tum
    14.aapki nazron ne samjha-anpadh
    15.jo waada kiya woh nibhana padega-tajmahal
     
  2. tika0614

    tika0614 New Member

    Have u tried using google or the igt search?
     
  3. Keoraf

    Keoraf Keyboard Player

  4. EHSAAN TERA HOGA MUJH PAR----Mohd. Rafi

    E………………………Dbm………E…
    ehsaan tera hoga mujh par

    ……B……F#…………………E……………….
    dil chahta hai woh kehne do mujhe

    E……………………………………..A………
    tumse mohabbat ho gayi hai mujhe

    B……………………. F#………E……..
    palko ki chaav mein rehne do) (2)

    E………………………Dbm……E…
    ehsaan tera hoga mujh par



    E…………………….Dbm…B………………A…..E….
    tumne mujhko hasna sikhaaya ho (2)

    F#….B7……… A……..…E…..
    rone kahoge ro lenge ab (2)

    E………………………Dbm………E………..
    aansoo ka hamaare gham na karo

    ……B……F#…………………E……………….
    woh behte hai to behne do mujhe

    E……………………………………..A………
    tumse mohabbat ho gayi hai mujhe

    B……………………. F#………E……..
    palko ki chaav mein rehne do

    E………………………Dbm……E…
    ehsaan tera hoga mujh par
     
  5. Woh Shaam Kuch Ajeeb Thi

    D#...A#...................D#.......A#............. ..............
    vo shaam kuchh ajiib thii, ye shaam bhii ajiib hai
    D#..........................................A#.... ................
    vo kal bhii paas paas thii, vo aaj bhii kariib hai

    A#................................................ ............D#........
    jhukii huii nigaah me.n, kahii.n meraa Khayaal thaa
    A#................................................ ..........D#..........
    dabii dabii ha.Nsii.n me.n ik, hasiin saa savaal thaa
    Cm................................................ ........D#...................
    mai.n sochataa thaa, meraa naam gunagunaa rahii hai vo
    .....A#........................................... ...........D#................
    na jaane kyuu.N lagaa mujhe, ke muskuraa rahii hai vo
    D#..A#....................D#......
    vo shaam kuchh ajiib thii ...
     
  6. Aapki Nazron Ne Samjha

    Am
    Aap ki nazron ne samjha
    G
    pyar ke kabil mujhe
    Am
    Dil ki ae dharkan tahar ja
    G
    mil gayi manzil mujhe
    Am
    Aap ki nazron ne sanjha
    Am
    Ji hamen manzoor hai
    G---------Am
    aap ka ye faisla
    G
    Kah rahi hai har nazar
    F-------------Am
    banda parwar shukriya
    Am
    Has ke apni zindagi mein
    G
    kar liya shamil mujhe
    Am
    Dil ki ae dharkan tahar ja
    G
    mil gayi manzil mujhe
     
  7. Song : Hai Apna Dil to Awara

    Beat : Rock1

    Tempo : 120

    Scale : F


    Hai Apna Dil to awara , Na jaane kis pe aayega
    F Bb C Bb F Bb F


    - - - - - - -, - - - - -
    Bb

    - - - - - - -, - - - - - -
    C F



    Hasinon ne bulaya, gale se bhi lagaya


    Bahut samjhaya, yahi na samjha
    Bb C F

    bahut bhola..
     
  8. Phoolon ke Rang Se - Chords -

    --------------------------------------------------------------------------------

    The Chords Used are C, F and Gm
    C Chords -335553
    F Chord - 587565
    Gm Chord - 355333

    The Strumming Pattern: Waltz

    F----------F-------F ----F -------C------Gm-----Gm
    Phoolon Ke Rang Se Dil Ki Kalam Se Tujhko Likhi Roz Paati
    F====F ======F====F======C====Gm =====Gm
    Kaise Bataaoon Kis Kis Tarah Se Pal Pal Mujhe Tu Sataati
    C F C F F F F F
    Tere Hi Sapne Lekar Ke Soya Teri Hi Yaadon Mein Jaaga
    F F F F F F Gm Gm
    Tere Khayaalon Mein Uljha Raha Yoon Jaise Ki Maala Mein Dhaaga
    F F F F F F Gm C
    Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
    C F C F F F F F
    Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
    F F F F F F Gm C
    Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
    C F C F F F F F
    Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar

    The same cord structure is used for antara too

    Sanson Ki Sargam Dhadkan Ki Beena Sapnon Ki Geetanjali Tu
    Man Ki Gali Mein Mehke Jo Hardum Aisi Juhi Ki Kali Tu
    Chhota Safar Ho Lamba Safar Ho Sooni Dagar Ho Ya Mela
    Yaad Tu Aaye Man Ho Jaaye Bheed Ke Beech Akela
    Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
    Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
    Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
    Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar

    Purab Ho Paschim Uttar Ho Dakshin Tu Har Jagah Muskuraye
    Jitna Hi Jaoon Main Door Tujhse Utni Hi Tu Paas Aaye
    Aandhi Ne Roka Pani Ne Toka Duniya Ne Hanskar Pukara
    Tasveer Teri Lekin Liye Main Kar Aaya Sab Se Kinara
    Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
    Lena Hoga Janam Hume Kayi Kayi Baar
    Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
    Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
    Kayi Kayi Baar
    Kayi Kayi Baar
     
  9. Woh Kaun Thi - Lag Ja Gale
    G------------------------------------Am
    lag ja gale,ke fir yeh haseen raat ho na ho
    C------------D-----------C-----------G-
    shayad fir is janam main, mulakat ho na ho
    G-----------------
    lag ja gale,fir...............
    G--------------Am------C-------D------G--
    humko mili hain aaj yeh, ghadiyan naseeb se
    G--------------Am----C-----D-----G--
    ji bhar ke dekh lijiye, humko kareeb se
    G-----------------------------------Am
    fir aapke naseeb main, yeh baat ho na ho
    C------------D-----------C-----------G-
    shayad fir is janam main, mulakat ho na ho
    G-----------------
    lag ja gale,fir...
     
  10. Ye HAi Bombay Meri Jaan

    F# B C# B
    Aye dil hai mushkil jeena yahan
    B C# B F#
    Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan
    F# B C# B
    Ha haa, ha ho ho, ho hi haa ha haa
    B C# B F#
    Hm hm hm hm, hm hm hm , hm hm hm hm hm
    Aye dil hai..

    F# B
    (Kahin building kahin traame, kahin motor kahin mill
    B C# F#
    Milta hai yahan sab kuchh ik milta nahin dil) -2
    B C# B F#
    Insaan ka nahin kahin naam-o-nishaan
    B C# B F#
    Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan
    Aye dil hai..

    F# B
    (Kahin satta, kahin patta kahin chori kahin res
    B C# B F#
    Kahin daaka, kahin phaaka kahin thokar kahin thes) -2
    B C# B F#
    Bekaaro ke hain kai kaam yahan
    B C# B F#
    Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan
    Aye dil hai..

    F# B
    (Beghar ko aawara yahan kehte has has
    B C# B F#
    Khud kaate gale sabke kahe isko business) -2
    B C# B F#
    Ik cheez ke hain kai naam yahan
    B C# B F#
    Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan
    Aye dil hai..

    F# B
    (Bura duniya woh hai kehta aisa bhola tu na ban
    B C# B F#
    Jo hai karta woh hai bharta hai yahan ka yeh chalan) -2
    B C# B F#
    Tadbeer nahin chalne ki yahan
    B C# B F#
    Yeh hai Bombay, yeh hai Bombay, yeh hai Bombay meri jaan

    Aye dil hai mushkil jeena yahan
    Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan

    F# B C# B
    Aye dil hai aasaa jeena yahan
    B C# B F#
    Suno mister, suno bandhu, yeh hai Bombay meri jaan
    Aye dil hai mushkil jeena yahan
    Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan
     
  11. GANESH RANE

    GANESH RANE Member

    Thanks a lot
     
  12. waqar Ahmed Qureshi

    waqar Ahmed Qureshi New Member

    i am in need of guitar chords & tab of following songs
    1- o raat ka musafir, 2- tumhari nazar q khafa ho gaee, 3-lo 'o gaee un kee yaad, 4-wo dil kaha se laaoo teri yaad,
    5- a ja re ab mera dil pukare, 6- Dill todne waley tughey dil dhond raha hay
     
  13. waqar Ahmed Qureshi

    waqar Ahmed Qureshi New Member

    i am in need of guitar chords & tab of following songs
    1- o raat ka musafir, 2- tumhari nazar q khafa ho gaee, 3-lo 'o gaee un kee yaad, 4-wo dil kaha se laaoo teri yaad,
    5- a ja re ab mera dil pukare, 6- Dill todne waley tughey dil dhond raha hay
     

Share This Page