[ooiiinnnkkkk] (shak)
Lyrics for Bayshak by nASHa Records ®
bayshaq mujh ko kuch maloom na tha
apnay salay larkoon par yakeen na tha
kiya main,kiya main, barhoon ga aagay?
is dunya ko main apnay peechay bahaga kay?
apni jaan main jaan, main gum ho gaya hoon
is dyna ko chor kay tun ho gaya hoon
ab socho, socho main kiya karoon
bas jo ho gaya us ko yaad na karoo
kiya jurm hay? kay hum is dunya main gum hay
woh na jurm hay! jo is dunya ko sun hay
har koi mar raha hay, baywafa say ghul raha hay
yeh dil bhi mar raha hay, yeh jahan ab kaha hay?
jab say payda howa, tab say phas gaya hoon
jab say bara howa, weed pay bas gaya hoon
woh kahtay hain kay tum en goroo say daroo
main boloon salay tum apni zaat say daroo
na pyar hain in say, kyoon jhoot bolun?
un kay dil main jalan hay
upnay dil main situm hay
sochtay hain kab main ja kay maroon?
aur ja kay janat ka darwazay par dastak karoon
dobara socho, is dunya kay saath na chaloo
kyonkay bachoon, yeh dunya hay buri shit
jis main media khelta hay apni trick
bas tum khuda par karoo pura yakeen
kitni dahshak in galyoon main hay
log mar rahy hain police kahana pay hay
janay kab yeh dunya jagay gi
aur masoomon ko kab tak maray gi
Kuch na dakhoon, apnay khaboon ki tabeer
jab bhi dakhoon main, is dunya ki tasweer
us say poochoo jo likhta hay takdeer
kay, kiya hay maray in khaboon ki tabeer
Kuch na dakhoon, apnay khaboon ki tabeer
jab bhi dakhoon main, is dunya ki tasweer
us say poochoo jo likhta hay takdeer
kay, kiya hay maray in khaboon ki tabeer
2pac
Starin at the world through my rearview
Go on baby scream to God, he can't hear you
I can feel your heart beatin fast cause it's time to die
Gettin high, watchin time fly, ya know/and we'll be
pass maray ek doctor, tha khara
bolay salay aab tu pakka mara
jism golyeeon say tha mera poora bhara
main idher baychaan pagal para
agar sach poochoo to main thak sa gaya
un ki golyeen say main, bach kyon gaya
mujh ko koi, aaj aa kay na batcha day
yeh raaz unko-koi, ja kay bata day
AK-
Starin at the world through my rearview
scream to God, can't hear you
heart beatin fast it's time to die
Gettin high, watchin time fly
Let me know what u think guys


LinkBack URL
About LinkBacks
Reply With Quote

nice one


