Movie - Love story
Dekho maine dekha hai ye ek sapna
Phoolon ke sehar mein he ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Kitna haseen hai ye ek sapna
Phoolon ke sehar mein he ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aaya aaya aaya aaya aaja
Stanza -
Yahan tera mera naam likha hai
Rasta nahi ye aam likha hai
Ho ye hai darwaza jahan tu khadi hai
Andur aa jaao sardi badi hai
Yahan se nazara dekho parwaton ka
Jaakoon mein kahan se kahan hai jarokha
Ye yahan hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Kitna haseen hai ye ek sapna
Phoolon ke sehar mein he ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aaya aaya aaya aaya aaja
Stanza 2 -
Accha ye batao kahan pe hai paani
Bahar beh raha hai jharna deewani
Bijli nahi hai yahi ek gham hai
Teri bindiya kya bijli se kam hai
Chhodo matt cheddo bazaar jao
Jaata hoon jaonga pehle yahan aao
Shaam jawaan hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Dekho maine dekha hai ye ek sapna
Phoolon ke sehar mein he ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Stanza 3 -
Kaisi pyari si hai ye chhoti si rasoi
Ho hum do hain bas dooja nahi koi
Iss kamare mein hongi meethi baatein
Uss Kamre mein gujarengi raatein
Ye to bolo hogi kahan pe ladaai
Main wo jagah hi nahi banayi
Pyar yahan hai tu kahan hai
Kitna haseen hai ye ek sapna
Phoolon ke sehar mein he ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Dekho maine dekha hai ye ek sapna
Phoolon ke sehar mein he ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Main aayi aayi aayi aayi aaja
Main aayi aayi aayi aayi aaja


LinkBack URL
About LinkBacks
Reply With Quote

